Allah with Whose Name we begin, Most Beneficent, Most Merciful.
All Praise is due to Almighty Allah, Durood and Salam upon our Master,
Our Leader Muhammad, upon his Exalted Family and Blessed Companions entire!!
All Praise is due to Almighty Allah, Durood and Salam upon our Master,
Our Leader Muhammad, upon his Exalted Family and Blessed Companions entire!!
1: 9th and 10th Muharram or 10th and 11th Muharram ke din roza rakhna
Fazilath:
1:Ye Roze rakhna Sunnath hai
2:Muharram ke 1 roza rakhna 1 mahine roze rakhne ke barabar hai
1:Ye Roze rakhna Sunnath hai
2:Muharram ke 1 roza rakhna 1 mahine roze rakhne ke barabar hai
2:Guzl karna
Fazilath: "Jo Ashura ke din gusl karega use 1 saal tak bemariyan nahi ayengi
3:Surma lagana
Fazilat: "Jo Ahshura ke din surma lagayega to woh ankh ke bemariyoun se mehfuz rahega
4:Apne Gharwalon per kushadgi karna(Achcha khilana,Pilana etc etc)
Fazilat:"Jo Ashura ke din Apne Gharwalon per kushadgi karega to Allaah (azzawajal)
usper pure saal kushadgi karega"
5:Khairat karna
Fazilat:"Jo Ashura ke din 1 dirham khairat karna 7 lacks dirham khairat
karne ke barabar hai
Fazilath of Ashura (10th Muharram):
1:Hazrate Adam (Alaissalatu wa tasleem) ki tuba qubul hoyi
2:Hazrate Adam (Alaissalatu wa tasleem)
Hazrate Ibraheem(Alaissalatu wa tasleem)
aur Hazrate Isa (Alaissalatu wa tasleem)
ki paidayis ki din hai
3:Duniya me phele bhar Barish hoyi
Ref:Muqashifatul Quloob:
Pyare islami bhaiyoun aur bheno,
Intamaam amaalon ko Ashura ke din karne ki aur dusraon tak
pahunchane ki niyatain karle,
Dua hai ke Allaah azzawajal aap ko dono jaahan ki bhalaiyan
ata farmayen.
Ameen bijahil Nabil Ameen (swalallaahu alai hi wa sallam)
Plz remember in ur dua
3 comments:
Subhanallah
Subhanallah
Subhanallah
Post a Comment