Sunday, January 1, 2012

Hadith: Rasoollallah Sallallhu Alaihi Wasallam ke baal Mubarak ki Fazilat

Bismillah irrahman Nirrahim

Hadith: Rasoollallah Sallallhu Alaihi Wasallam ke baal Mubarak ki Fazilat
(Importance of Prophet’s Hair Sallallahu Alaihi Wasallam )

Ibn Sirin Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki mainey Ubaida Radi Allahu Anhu se kaha ki mere pass Rasoollallahu Sallallahu Alaihi Wasallam ke kuch Baal (Mubarak) hain jo humein Hazrat Anas radi Allahu Anhu se ya unkey Gharwalo ki taraf se miley hain ye sun kar Ubaida Radi Allahu Anhu ne kaha ki agar mere paas un baalon mein se ek baal bhi ho to wo mere liye sari Duniya aur uski har cheez se ziyada Azeez hai
Sahih Bukhari, Vol 1, 170

English Translation:
Narrated Ibn Sirin Radi Allahu Anhu : I said to Ubaida, "I have some of the hair of the Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam which I got from Anas Radi Allahu Anhu or from his family." 'Ubida Radi Allahu Anhu replied. "No doubt if I had a single hair of that it would have been dearer to me than the whole world and whatever is in it."
Sahih Bukhari, Volume 1, Book 4, Number 171

0 comments:

Twitter Delicious Facebook Digg Stumbleupon Favorites More

 
Tufaile La'alshah Zari Rahe, Nazre karam Ya La'alshah Dulha