Qaza Namaze Din Me Kabi Bhi Padh Sakte He
Fajar Ke Foran Bad & Asar Wa Magrib Ke Beech Na Padhe
Ye Makruh Waqt Hai.
(Alamgiri)
Farmane MUSTAFA Sallallaho Alayhi Wasallam:
Musalman Aur Kafir Ke Beech Sirf Namaz Choudne Ka fark Hai
(BUKHARI,MUSLIM)
Namaz Padho isse pehle ki Tumhari Namaz Padhi Jaye
HAZRAT ALI Radiallahu Anhu Farmate He:
APNE KIRDAR (JAISA TUM DUSRO KE SATH REHTE HO) KI HIFAZAT KARO
KYU KI YE TUMHARI PEHCHAN BAN JATI HAI
Ye Makruh Waqt Hai.
(Alamgiri)
Farmane MUSTAFA Sallallaho Alayhi Wasallam:
Musalman Aur Kafir Ke Beech Sirf Namaz Choudne Ka fark Hai
(BUKHARI,MUSLIM)
Namaz Padho isse pehle ki Tumhari Namaz Padhi Jaye
HAZRAT ALI Radiallahu Anhu Farmate He:
APNE KIRDAR (JAISA TUM DUSRO KE SATH REHTE HO) KI HIFAZAT KARO
KYU KI YE TUMHARI PEHCHAN BAN JATI HAI
QUR'AN SHARIF:
22sal
2mah
22din
me nazil hua
Isme
30pare
14sajde
114surah
113bismillah
540 ruku
6666 aayat
8643 kalmaat
323760 huruf hai.
FARMAN-E-HAZRAT ALI:
JO DUKH DE USE CHHOD DO
MAGAR
JISE CHHOD DO, USE DUKH NA DO
WARNA
TUJ ME & USME
KOI FARK NA RAHEGA
Har Haal Me ALLAH Ki
HAMD
Aur
Shukr Ada Karo
ALLAH Jo De Wo NE'AMAT
Jo Na De Wo HIKMAT
Aur Jo De Kar Lele Wo IMTAHAAN Hai.
Duniya Se Mohabbat Karnewala
Duniya Ka Gulam Ban Jaata Hai
Aur
ALLAH Ta'ala Se Mohabbat Karnewale Ki
Duniya Gulam Ban Jati Hai
HAZRAT ALI:
SABR IMAN KI BUNIYAD
SAKHAWAT INSAN KI KHUBSURTI
SACHAI HAQ KI ZABAN
NARMI KAMYABI KI KUNJI
&
MAUT EK BEKHABAR SATHI HAI
HAZRAT ALI:
ZINDAGI KO IS TARAH JIYO
KI
JAISE HAMESHA ZINDA HI REHNA HAI
&
AAKHIRAT KI FIKR AISE KARO
JAISE
AGLE LAMHA (SECOND) MAR JANA HAI
HAZRAT ALI:
APNE DOSTO KA KHAYAL RAKHO
BIMAR HO TO AYADAT KARO
NAARAZ HO TO MANAO
&
UNHE KABHI MAT CHHODO
BA-SHART YE KI WO IS QABIL HO
Jo Koi Qasam
Kha Kar Kisi Musalman Ka
Haq Maare
To
Allah Paak Uspe Jahannam Ko Wajib
Aur
Jannat Ko Haram Kar Deta Hai
(Muslim Shareef)
SarkaR KHWAJA GARIB NAWAZ:
ALLAH KI RAHMAT KO TALASH KARLE
WARNA HALAQ HO JAYEGA
&
WO AGAR NAARAZ HO GAYA
TO KOI BACHANE WALA BHI NA HOGA.
HUZOOR GAUS-E-AAZAM:
PAHLE MAKAN KA ANDAR KA HISSA BANAYA JATA HAI
BAHAR KA BAAD ME
ISI TARAH TUM BHI BAATIN KO SAWARO BAHAR KO BAAD ME.
Kya Aap Jante Hain?
HAZRAT DAOOD ALYHISSLAM APNI KITAAB "ZABOOR"
KO 70 AAWAZO ME PADHTE THE.
(AL-BADAYA J.2, S.16)
0 comments:
Post a Comment